Loading the player...

Ramayana Trailer 2 ? Namit FOOLED US!

  • Ramayana Trailer 2 ? Namit FOOLED US! | Cinematic Shallu | Ramayana Trailer 2 Reaction | Ramayana Trailer 2 Review | Ramayana Movie Facts
    ? Toh Yaara Ye Hai Ramayana Ke Trailer 2 Ka Review
    Ramayana ka Trailer 2 dekh kar ek baat toh saaf ho gayi
    Ki pichle 6 mahino me Namit Malhotra ne audience ke sath
    Pure Indian Cinema ka sabse bada aur handa game khela hai!
    Jiss se bina apni jeb se ek bhi paise kharche
    Ramayana ki puri team ne almost 500 Crore ki marketing free me karwali
    Aur laanat hai ham sabhi movie critics par
    Jo inke iss jhase me fass ek ke baad ek Ramayan par video banate gaye
    Kyoki sabse phele Dune aur Interstellar ke VFX karne ke baad bhi
    Ekdum bhola aur masum baan dekho kaise Namit ji ne
    Kuch iss tarah ka bekar aur low quality vfx wala teaser nikala
    Aur fir trolling hone par turant hi bhola ban sabse maafi mang
    Namit ne Ramayan ka phela epic trailer nikala lekin ussme bhi kuch badi galti chord di!
    Aur ab finally release ke kuchi dino phele Ramayan ke trailer 2 se
    Jab makers ne movie ka asli content release kiya hai!
    Bhaisahab itna worldclass epic maal hone ke bajud bhi
    Ham sabki ka itna bada bevkoof bane khud troll hoke viral hone!
    Meri tarah se puri team ko manipulation me Oscar hai boss!
    ? Welcome to Cinematic Shallu – Jahaan Filmon Ko Sirf Dekha Nahi, Mehsoos Kiya Jaata Hai.
    Main hoon apka Shallu Bhai – ek genuine movie lover ? jo har film ko sirf entertain hone ke liye nahi dekhta, balki uski depth, emotion aur impact ko samajhne ki koshish karta hai.
    Yaha milega aapko real, relatable aur unfiltered movie reviews – chahe wo ho Bollywood ka mass entertainer, Hollywood ka deep psychological drama, ya kisi underrated OTT web series ka hidden gem.
    ✨ Toh ab mujse kya expect kar sakte ho yaha?
    ✔️ Honest aur no-nonsense film reviews
    ? Har genre pe baat – action, romance, thriller, drama, comedy sab
    ? New releases, old classics, aur trending web shows
    ? Kabhi kabhi emotional takes, kabhi savage opinions – bas sach!
    Agar aap bhi filmon ko sirf timepass nahi, ek art form maante ho…
    Toh yeh channel aapke liye hi hai. ❤️
    ? Aisi hi shocking aur filmi duniya ki asli kahaniyon ke liye,
    Dekhate raho Cinematic Shallu?kyunki Shallu ne bola matlab final ?

    Category : Trailers in English

    #ramayana#trailer#2#?#namit#fooled#us

    0 Comments and 0 replies
arrow_drop_up