Loading the player...

Ramayana Trailer 3 is INSANE ?

  • Ramayana Trailer 3 is INSANE ? Cinematic Shallu | Ramayana Trailer 2 Details | Ramayana Facts and Details | Ramayana Movie Facts | Ramayana New Behind The Scenes Video
    ? Toh Yaara Ye Hai Ramayan Trailer 3 Ki Details
    Kal raat ke 2 baje hame pata bhi nahi chala
    Ramayana ka teesra trailer bhi drop ho gaya?
    Aur isse dekh kar muje iss kitab me likhi Sita Maa ki kahi wo baat yaad ayi
    Jisse sunkar khud Valmiki ji bhauit zyada nirash ho gaye the
    Kyoki jab Sita Maa apne 2 bete Lav Kush ke sath ashram me akeli reh rahi thi
    Tabhi Ramayan khatam kar Valmiki ji ne wo sabse phele Sita ma ko di
    Maa ka hriyaad zoro se dukha aur wo boli
    “Ki ap nahi jante mujpar kya beti thi jab asokh vatika ke andhar me akle thi
    Apka kavya aur uska law shtesh hai par wo mera dukh nahi darsha sakta”
    “Lekin maine toh wahi likha jo bhagwan ne muje divya drishti se dikhaya”
    Tabhi sitama boli “Ki apko divya drishti dene wale koi devta honge devi nahi”
    Aur yahi choz jiski aaj bhi sari bhartiya naari complain karti hai
    Ki Sita Maa ko Ramayan me hamesha bichari aur side character bana kaar rakha!
    Dekho kaise unhe is naye BTS me Maithila ki best warrior ladkiyo ko train karta dikhane ke sath
    Iss scene me wo Prabhu Shree ram ke saath milkar vaan me Danavo ka nash kar rahi hai!
    ? Welcome to Cinematic Shallu – Jahaan Filmon Ko Sirf Dekha Nahi, Mehsoos Kiya Jaata Hai.
    Main hoon apka Shallu Bhai – ek genuine movie lover ? jo har film ko sirf entertain hone ke liye nahi dekhta, balki uski depth, emotion aur impact ko samajhne ki koshish karta hai.
    Yaha milega aapko real, relatable aur unfiltered movie reviews – chahe wo ho Bollywood ka mass entertainer, Hollywood ka deep psychological drama, ya kisi underrated OTT web series ka hidden gem.
    ✨ Toh ab mujse kya expect kar sakte ho yaha?
    ✔️ Honest aur no-nonsense film reviews
    ? Har genre pe baat – action, romance, thriller, drama, comedy sab
    ? New releases, old classics, aur trending web shows
    ? Kabhi kabhi emotional takes, kabhi savage opinions – bas sach!
    Agar aap bhi filmon ko sirf timepass nahi, ek art form maante ho…
    Toh yeh channel aapke liye hi hai. ❤️
    ? Aisi hi shocking aur filmi duniya ki asli kahaniyon ke liye,
    Dekhate raho Cinematic Shallu?kyunki Shallu ne bola matlab final ?

    Category : Trailers in English

    #ramayana#trailer#3#insane#?

    0 Comments and 0 replies
arrow_drop_up